Wednesday, 1 January 2025

MAKAN,SHOP,FACTORY KI HIFAZAT(SECURITY) K LIYE TILISMI KILAY(TALISMAN NAILS)



 Es Daur may ba aasani log hasad nazar jadu k shikar ho rahay hain.uskay sath sath ghar makaan shop factory bhi nazar e bad ya hasad jadu k shikar ho rahay hain.chalta huva karobar bilkul band ho jata hain.ghar may sukoon khatm ho jata hain.ya koi arwah ka hona barbar wahan hota rahta hain.ghar may besukooni aur ghar say bahir jatay hi tabiyat sukoon paati hain.ek bahir say khush khushaal insan ghar may enter hota hain aur uski tabiyat uska nature tabdil ho jata hain.choti choti baato par gussa aanay lagata hain.berukhi apnata hain.

miya biwi ek dusray say jab dur hotay hain to dil hi dil may ek dusray k liye pyar muhabbat aur izzat ka khyal rakhtay haih aur jaisay hi aamna saamna hota hain ek dusray ki soorat dekh kar nafrat honay lagti hain.pyar ki batay karnay ki jagah jagda hona shuru ho jata hain.

karobar hain to grahik nahi aatay hain.aatay hain to bagair kuch khariday chalay jatay hain ya phir jo samaan dekhtay hain wo dusri shop say ziada paisay de kar kharidtay hain.

factory may kamdar majdur tiktay nahi,machine hain to barbar kharab ho jatay hain.karmadaaro ko behtar tareeqay rakhnay par bhi izzat nahi kartay aur barbar jagda ho jata hain,kam chhorh kar bhag jatay hain. factory may hadsat hotay rahtay hain.order atay hain to paisa fans jata hain.

aesi to kai nishaniya hain jo batati hain ki ghar may shop factory may koi arwah e khabisa hain ya phir kisinay jadu kiya huva hain.eska jald elaj karwana chahiye.

ham bhi yahan say pura mukammal jadu ya aseb ka elaj 21 dino pa taiyyar kar bhejtay hain.chahay dukan shop factory ka ho ya ghar ka mamla ho.

eskay elawa yahan jo mainay image may lagayi hain wo talismati kilay(Talismati Nails) hain wo aap ham say mangwa kar aapko jo tareeqa bataya jaen us tareeqay say laga kar aap apnay mas'alo ko hal kar saktay hain.kiyu k aksar mamlat may mainay dekha hain ki es kilo ko laganay say hi wahan say arwah ya asrat bhag jatay hain zael ho jatay hain.

dusra ye ki agar aap koi naya makan bana rahay hain plot liya hain ya phir shop factory dal rahay hain.to sab say pahlay ye kilay laga dijye taki aaenda koi aesay masael ka samna ho jo main upar likh chuka hu.

es kilo par Qurani Surah aur kuch Azimatay dam ki jati hain.jissay hifazat k muakilan pahra detay hain.aur aapki aapki family ki Allah k hukm say hifazat farmatay hain.

ye jo kilay hain wo Qamar ki Khas Manzil aur Talay may taiyyar karwatay hain aur phir dam kiya jata hain bakhoor detay hain.


Order karnay k Liye..

Whats App : (+91) 9106960521

Email : haziraat92@gmail.com


No comments:

Post a Comment

TILISMI ANGOOTHI K SATH PYRITE (MONEY ATTRAC STONE) BILKUL FREE..STOCK LIMIT HAIN..

     TILISMI ANGOOTHI NEW DESIGN MAY MAUJOOD HAIN..!   pyrite money stone ka stock limit hain jald order karay.  04/04/2025 say lay kar 31/...