Saturday 9 April 2022

JISNAY BHI MUJ SAY CRYSTALS BRACELET,TREE,MONEY STONE,PYRAMIDS YA TUMBLES STONE LIYE UNKAY LIYE:

Aap sabhi ko apnay crystal ko jaisay mainay pahlay din pahannay ka tareeqa ya ghar may rakhnay ka tareeqa bataya hain wo tareeeqa aapko har mah kam dohrana hain.kiyu k ye crystals aapki ya aapkay ghar ki nahosat ko(Negativity) ko khinch kar apnay adnar laytay hain.jissay aap ya aapka ghar en nahosat say pak saaf rahtay hain aur yun aapko faeda hota hain.rukawatay khatm hoti hain.

to aapko chahiye ki har mah kam say kam ek martba agar wo pyramid hain ya tumbels stone hain money stone hain to usko nal k nichay rakh kar pani bahaye taki usnay jo bhi negativity khinchi hain wo release ho jaen aur wo dubara powerful ho jaen.

dusra jo chand ki tarikh par aasman k nichay rakhnay ka bataya hain wo bhi mumkin hoto har mah kiya karay essay eski quwwat barhti hain.aur aapko jaldi faeda nazar aata hain.waisay main jo bhi aapko bhejta hun wo aksar kafi mah say charge kiya huva hota hain. 

tree ko aap pani say dho saktay hain lekin uski taar hain uspar zang lagnay kia imkan hota hain.esliye usko kisi cotton k kapday say saaf karay aur gulab jal ka halka sprey chhirak saktay hain.aur har crystal ko haftay ya pandra dino may ya kam say kam ek mah tak achay say loban ya phir khushbudar agarbatti ka bakhoor detay rahay.essay eski quwat barhti hain.

aur jo tareeqa bataya hain dono hatho may rakh kar wo bhi kiya karay essay wo apkay maqsad k mutabiq kam karta hain.

jab kisi maqsad k liye crystal ko tayyar kiya aur wo jab maqsad pura ho jaen to pani say dho kar usko us maqsad say aazad karday yani usko nutral karay aur agar dusray kisi maqsad k liye tayyar karna hain to us maqsad k liye tayyar kar saktay hain.

jaisay ki hamari birthdate may kuch aadado ki kami k sabb kuch khamiya ham may ho ti hain us kami ko dur karnay k liye aap crystal ko pahan kar ya ghar may kisi khas makaam par rakh kar wo kami ko dur kar saktay hain.rukawatay hata saktay hain.

eskay liye aap ham say mashwara hasil kar saktay hain.

Whats App 9106960521

Email : haziraat92@gmail.com

TILISMI POWDER GUSAL K LIYE :TALISMAN POWDER FOR BATHING :

JADU,NAZAR ASEB,BANDISH AUR NA SAMAJ MAY AANAY WALI BIMARIYON KO DUR KARNAY K LIYE...   ye tilismi powder aap hasil karay aur rozana jara sa...