Thursday, 22 May 2025

CRYSTALS KA CHARGER ,SELENITE PLATE

 Aap sab ham say crystals kharidtay hain jaisay bracelet,pendant,angoothi money stone,tree ye jab ham aapko send kartay hain tab usko khas tareeqay say energized karkay yani ek khas process say aapkay nam aur maqsad k mutabiq taiyyar kardetay hain.phir aapko send kartay hain.ye jab aapkay pas aata hain to ye shuru may aapko faeda dena shuru kar deta hain phir kai hazraat ki shikayat aati hain ki kuch mah faeday k bad ye faeda hasil hona band huva lagta hain.pahlay esko pahannay k bad jo energy aur faeda mahsoos hota tha wo ab kuch kam nazar aara hain.tab main  us item ki picture mangwata hu aur dubara usko check karkay jitni zaroorat ho dubara process kar deta hu aur wapis faeda hasil hona shuru ho jata hain.]

crystal faeda deta hi deta hain lekin kabhi kabhi shuru may deta hain aur bad may band ho jata hain ya phir kabhi shuru may faeda bilkul bhi nahi deta hain aur bad may dhiray dhiray faeda dena shuru karta hain.aur kai bar wo apnay aap toot bhi jata hain to kai bar usmay crack aajati hain.

en sab ki wajah hamaray wajood may jo nahas asrat(negetive energy) hotay hain uska bhi sabb mukhtalif hotay hain jaisay nazar e bad,jadu,aseb,hasad,hamari soch aur hamari bimariya,ye crystal sab jantay hain aur wo us ko thik karna shuru kartay hain esliye eskay asar may fark rahta hain.kiyu k agar ham tandurasti ki dawa khatay hain to pahlay jis sabb hamara badan bimar hain us sabb ko dur karna zaroori hota hain esi tarha ye crystal hamaray badan say pahlay kamzoriya aur negetive energy ko remove karnay k liye ek fight karta hain aur kabhi usmay crystal ki energy khatm ho jati hain to wo ya to kam karna band kar deta hain ya toot jata hain ya daraar(crack) aa jati hain.esliye esko main jab aapko deta hu to wo jo pahlay din aapnay esko pahannay k waqt jo tareeqa estemal kiya tha wo har ek say do week may es tareeqay ko dohratay rahnay aur 14v shab may chand ki roshni may rakhnay ka batata hu.

ab main aap sab k liye ek crystal jisay crystals ka charger  kaha jata hain aur eski madad say aap bagair kisi khas mahnat k aap apnay crystals chahay wo angoothi ho,bracelet ho money stone ho pendant ho sab ko rozana charge kar saktay hain jissay jo usnay apnay andar aapkay badan say nikli negetivity khinch li ho usko dur karday aur dubara clean karkay aapko mazid energy ata karay,

ye ek plate hain jiski madad say aap ye clean kar saktay hain.es crystal plate ko SELENITE plate kahtay hain aur  waisay ye khud energized crystal hain esko kabhi clean karnay ki zaroorat nahi.ha agar aapka koi khas maqsad ho aur uskay liye aapnay crystal pahna hain to us maqsad k mutabiq bhi ham yahan say plate ko dam vigera say taiyyar kar send kartay hain.

agar aapnay ham say crystal kisi bhi tarha ka hasil kiya huva hain to ye plate zaroor hasil karay,eski madad say aap apnay crystal say ziada faeday hasil kar paengay.

es plate par aap rat ko ek glass pani rakh kar us pani ko bhi charge kar subah pi saktay hain essay bhi kai jismani rohani faeday hasil hotay hain.

aagay mazid may es Selenite crystal par likhnay wala hu.

abhi bahot hi limit stock may hain jisko chahiye jaldi ham say hasil karay.

plate ka hadiya 750rs hain.only for india.

Email:haziraat92@gmail.com

Whats App : 9106960521


 

Saturday, 5 April 2025

TILISMI ANGOOTHI K SATH PYRITE (MONEY ATTRAC STONE) BILKUL FREE..STOCK LIMIT HAIN..

 

 

 TILISMI ANGOOTHI NEW DESIGN MAY MAUJOOD HAIN..!


 

pyrite money stone ka stock limit hain jald order karay. 

04/04/2025 say lay kar 31/05/2025 tak 

 Pyrite Money Stone free



 



tilismi angoothi say roz kai log apnay masael hal kar rahay hain.es daur may hasad jadu ya nazar e bad say hadsaat say dochar ho rahay hain.jiski wajah say log ko nuqsan ho raha hain.es angoothi k bad aapko nuqsan hona ruk jaega aur insha Allah faeda hasil hoga.barso say nahosat nay jakda hain to insha Allah wo bhi dur ho jaegi aur aapko zindagi may khushiya hasil hogi.


 

Ye Daur Dunaya ka hain yani maal o daulat ka hain.har koi esi ko lay kar parayshan nazar aata hain.insan ki khushi gami bhi esi may bas gayi hain.aur muashray may izzat say zinay k liye bhi bahot zaroorat hain.esi k sabb izzat o zillat ka shikar log ho rahay hain.aur esi daud may log sath rahnay k liye qarz aur kai aesay tareeqay apna kar apni zindagi kharab kar rahay hain.

 Allah par bharosa rakhay aur thodi thodi hi sahih lekin ek mazboot aut tiknay wali khushiyo ko banatay jaen to ekdin aap apni aur apnay ahl o ayyal ki khusiya hasil kar paengay jo ki daemi hogi.

hamnay apnay murshid e pak aur  apni rohaniyat ki madad say aap sab k liye jo ek angoothi taiyyar kar rakhi hain aur alhamdulillah wo apna asar bhi zahir kar rahi hain kisi ko fauri to kisi ko kuch der say lekin kabhi koi mayoos nahi ho raha hain alhamdulillah...!

kai saaray tajorbat bhi main esmay pesh kartay aaya hun.aapko bhi chahiye ki apni mahnat ko 10guna karnay aur apni koshisho ka phal hasil karnay may gaibi madad shamil karnay k liye khud par khud k liye aur apni family walo k liye kam say kam khud k liye ye angoothi zaroor taiyyar karwaye.jissay aapka aur aapki family ka bhala honay may gaibi madad shamil rahegi insha Allah.

ANGOOTHI KA TAJORBA 

ye jo angoothi hain wo apnay nam m,walida k aadad k sath jafri tareeqay say khas tilism khas saat may taiyyar ki jati hain yani har ek k liye ye angoothi [customise] khas taiyyar ki jati hain.

ANGOOTHI KA TAJORBA 2 

jaisay ki amil kamil ka tajorba raha hain ki insan k hath may muafiq nagina rahna hi chahiye essay usko kai deeni dunyavi jismani rohani fawaed hasil hotay hain.to es bat ko madd e nazr rakhtay huvay ham aapkay maqsad aur aapkay nam say muafiqat nagina bhi sath may lagatay hain aur kuch tilism bhi daltay hain.jo aapkay maqsad ko hasil karnay may aapki madad farmatay hain.

MONEY STONE KA TAJORBA 

aur jo nagina hota hain usko khas tareeqay say dam kiya jata hain jo ki main apnay course members ko bhi sikhata hun.kiyu k bagair dam kiye huvay nagina pahannay say wo koi faeda nahi dega.esko khas tadad may dam karna zaroori hota hain.tabhi wo apna asar zahir karta hain.aur ye silver [chandi] dhat may taiyar ki jati hain kiyu k essay es tilismi angoothi ka asar kai guna barh jata hain.

ANGOOTHI TARJOBA 3 

eskay sath jab aapko angoothi milthi hain uskay bad aapko ek tareeqa bataya jata hain ki kis din kis waqt may kis tarha esko parhna hain? aur sadqa aur eski quwwat barhti rahay eskay liye kya kiya jana chahiye ye bhi aapko bataya jata hain.

bahot hi choti amount may ham ye taiyyar kar kay day rahay hain.na nuqsan na ziada munafa es bat ko nazar rakh kar taiyyar kar rahay hain.lekin abhi silver menghi ho rahi hain,sunar ki majduri barhi gayi hain.naginay ki price aur courier charge bhi barh chukay hain to aaenda dino may ye hadiya[cost] barhanay ka soch rahay hain.lekin jitna mumkin hoga kam hi rakha jaen.taki har koi ba aasani say hasil kar paen.

aur ek khas bat ki ham sath may koi na koi offer bhi chala rahtay hain.jaisay money stone free dena ya crystal pendant free dena etc.

*5 pyrite money stone stock may hain free crystal pendant diya jaega.

to es bar aaj say yani ki 04/04/2025 say lay kar 31/05/2025 tak ham say jo bhi koi angoothi ka order karaega usko sath may ek TILISMI PYRITE money stone free diya jaenga.crystal PYRITE money stone k bhi bahot fawaed hain jo aap esi blog say maloom kar saktay hain.to ye bhi aapko dam shuda aur estemal aur rakhnnay k tareeqay k sath diya jaega.

MONEY STONE

ummid hain kismat ka rona ronay ki bajaye aap apnay maali masael ya shadi aulad ya qarz muqdmat taraqqi promotion k maqsad ko hasil karnay k liye ye angoothi zaroor hasil karaengay.

hasil karnay k liye aap Email ya Whats App kar saktay hain..

Email : haziraat92@gmail.com

Whats App [+91] 9106960521

 

Thursday, 20 February 2025

TILISMI ANGOOTHI K SATH PYRITE MONEY STONE(money attract stone) BILKUL FREE DIYA JAEGA.

 

 TILISMI ANGOOTHI NEW DESIGN MAY MAUJOOD HAIN..!

21/02/2025 say lay kar 31/03/2025 tak 

 Pyrite Money Stone free



 



tilismi angoothi say roz kai log apnay masael hal kar rahay hain.es daur may hasad jadu ya nazar e bad say hadsaat say dochar ho rahay hain.jiski wajah say log ko nuqsan ho raha hain.es angoothi k bad aapko nuqsan hona ruk jaega aur insha Allah faeda hasil hoga.barso say nahosat nay jakda hain to insha Allah wo bhi dur ho jaegi aur aapko zindagi may khushiya hasil hogi.

Ye Daur Dunaya ka hain yani maal o daulat ka hain.har koi esi ko lay kar parayshan nazar aata hain.insan ki khushi gami bhi esi may bas gayi hain.aur muashray may izzat say zinay k liye bhi bahot zaroorat hain.esi k sabb izzat o zillat ka shikar log ho rahay hain.aur esi daud may log sath rahnay k liye qarz aur kai aesay tareeqay apna kar apni zindagi kharab kar rahay hain.

 Allah par bharosa rakhay aur thodi thodi hi sahih lekin ek mazboot aut tiknay wali khushiyo ko banatay jaen to ekdin aap apni aur apnay ahl o ayyal ki khusiya hasil kar paengay jo ki daemi hogi.

hamnay apnay murshid e pak aur  apni rohaniyat ki madad say aap sab k liye jo ek angoothi taiyyar kar rakhi hain aur alhamdulillah wo apna asar bhi zahir kar rahi hain kisi ko fauri to kisi ko kuch der say lekin kabhi koi mayoos nahi ho raha hain alhamdulillah...!

kai saaray tajorbat bhi main esmay pesh kartay aaya hun.aapko bhi chahiye ki apni mahnat ko 10guna karnay aur apni koshisho ka phal hasil karnay may gaibi madad shamil karnay k liye khud par khud k liye aur apni family walo k liye kam say kam khud k liye ye angoothi zaroor taiyyar karwaye.jissay aapka aur aapki family ka bhala honay may gaibi madad shamil rahegi insha Allah.

ANGOOTHI KA TAJORBA 

ye jo angoothi hain wo apnay nam m,walida k aadad k sath jafri tareeqay say khas tilism khas saat may taiyyar ki jati hain yani har ek k liye ye angoothi [customise] khas taiyyar ki jati hain.

ANGOOTHI KA TAJORBA 2 

jaisay ki amil kamil ka tajorba raha hain ki insan k hath may muafiq nagina rahna hi chahiye essay usko kai deeni dunyavi jismani rohani fawaed hasil hotay hain.to es bat ko madd e nazr rakhtay huvay ham aapkay maqsad aur aapkay nam say muafiqat nagina bhi sath may lagatay hain aur kuch tilism bhi daltay hain.jo aapkay maqsad ko hasil karnay may aapki madad farmatay hain.

MONEY STONE KA TAJORBA 

aur jo nagina hota hain usko khas tareeqay say dam kiya jata hain jo ki main apnay course members ko bhi sikhata hun.kiyu k bagair dam kiye huvay nagina pahannay say wo koi faeda nahi dega.esko khas tadad may dam karna zaroori hota hain.tabhi wo apna asar zahir karta hain.aur ye silver [chandi] dhat may taiyar ki jati hain kiyu k essay es tilismi angoothi ka asar kai guna barh jata hain.

ANGOOTHI TARJOBA 3 

eskay sath jab aapko angoothi milthi hain uskay bad aapko ek tareeqa bataya jata hain ki kis din kis waqt may kis tarha esko parhna hain? aur sadqa aur eski quwwat barhti rahay eskay liye kya kiya jana chahiye ye bhi aapko bataya jata hain.

bahot hi choti amount may ham ye taiyyar kar kay day rahay hain.na nuqsan na ziada munafa es bat ko nazar rakh kar taiyyar kar rahay hain.lekin abhi silver menghi ho rahi hain,sunar ki majduri barhi gayi hain.naginay ki price aur courier charge bhi barh chukay hain to aaenda dino may ye hadiya[cost] barhanay ka soch rahay hain.lekin jitna mumkin hoga kam hi rakha jaen.taki har koi ba aasani say hasil kar paen.

aur ek khas bat ki ham sath may koi na koi offer bhi chala rahtay hain.jaisay money stone free dena ya crystal pendant free dena etc.

to es bar aaj say yani ki 21/02/2025 say lay kar 31/03/2025 tak ham say jo bhi koi angoothi ka order karaega usko sath may ek TILISMI PYRITE money stone free diya jaenga.crystal PYRITE money stone k bhi bahot fawaed hain jo aap esi blog say maloom kar saktay hain.to ye bhi aapko dam shuda aur estemal aur rakhnnay k tareeqay k sath diya jaega.

MONEY STONE

ummid hain kismat ka rona ronay ki bajaye aap apnay maali masael ya shadi aulad ya qarz muqdmat taraqqi promotion k maqsad ko hasil karnay k liye ye angoothi zaroor hasil karaengay.

hasil karnay k liye aap Email ya Whats App kar saktay hain..

Email : haziraat92@gmail.com

Whats App [+91] 9106960521

 

Monday, 6 January 2025

BACHO K LIYE KHAS HIFAZAT,ZIDD,DIMAGI KAMZORI,NAZAR E BAD LAGNA,NAFARMANI K LIYE LOCKET


ye locket apnay pyare bachcho ki hifazat k liye k has pahanna chahiye.essay nazr e bad aur digar asrat e bad say hifazat hoti hain aur agar bacha zidd karta ho ya khana na lag raha ho bacha sukhta ja raha ho to ussay bhi shifa hasil hogi insha Allah.agar koi bacha parhnay may kamzor hain to usko bhi faeda hoga.har bachay ki date of birth k mutabiq taiyyar karkay send kiya jata hain..

Whats App : (+91)9106960521

Email : haziraat92@gmail.com

TILISMI ANGOOTHI

TAJORBA TILISMI ANGOOTHI 

Wednesday, 1 January 2025

MAKAN,SHOP,FACTORY KI HIFAZAT(SECURITY) K LIYE TILISMI KILAY(TALISMAN NAILS)



 Es Daur may ba aasani log hasad nazar jadu k shikar ho rahay hain.uskay sath sath ghar makaan shop factory bhi nazar e bad ya hasad jadu k shikar ho rahay hain.chalta huva karobar bilkul band ho jata hain.ghar may sukoon khatm ho jata hain.ya koi arwah ka hona barbar wahan hota rahta hain.ghar may besukooni aur ghar say bahir jatay hi tabiyat sukoon paati hain.ek bahir say khush khushaal insan ghar may enter hota hain aur uski tabiyat uska nature tabdil ho jata hain.choti choti baato par gussa aanay lagata hain.berukhi apnata hain.

miya biwi ek dusray say jab dur hotay hain to dil hi dil may ek dusray k liye pyar muhabbat aur izzat ka khyal rakhtay haih aur jaisay hi aamna saamna hota hain ek dusray ki soorat dekh kar nafrat honay lagti hain.pyar ki batay karnay ki jagah jagda hona shuru ho jata hain.

karobar hain to grahik nahi aatay hain.aatay hain to bagair kuch khariday chalay jatay hain ya phir jo samaan dekhtay hain wo dusri shop say ziada paisay de kar kharidtay hain.

factory may kamdar majdur tiktay nahi,machine hain to barbar kharab ho jatay hain.karmadaaro ko behtar tareeqay rakhnay par bhi izzat nahi kartay aur barbar jagda ho jata hain,kam chhorh kar bhag jatay hain. factory may hadsat hotay rahtay hain.order atay hain to paisa fans jata hain.

aesi to kai nishaniya hain jo batati hain ki ghar may shop factory may koi arwah e khabisa hain ya phir kisinay jadu kiya huva hain.eska jald elaj karwana chahiye.

ham bhi yahan say pura mukammal jadu ya aseb ka elaj 21 dino pa taiyyar kar bhejtay hain.chahay dukan shop factory ka ho ya ghar ka mamla ho.

eskay elawa yahan jo mainay image may lagayi hain wo talismati kilay(Talismati Nails) hain wo aap ham say mangwa kar aapko jo tareeqa bataya jaen us tareeqay say laga kar aap apnay mas'alo ko hal kar saktay hain.kiyu k aksar mamlat may mainay dekha hain ki es kilo ko laganay say hi wahan say arwah ya asrat bhag jatay hain zael ho jatay hain.

dusra ye ki agar aap koi naya makan bana rahay hain plot liya hain ya phir shop factory dal rahay hain.to sab say pahlay ye kilay laga dijye taki aaenda koi aesay masael ka samna ho jo main upar likh chuka hu.

es kilo par Qurani Surah aur kuch Azimatay dam ki jati hain.jissay hifazat k muakilan pahra detay hain.aur aapki aapki family ki Allah k hukm say hifazat farmatay hain.

ye jo kilay hain wo Qamar ki Khas Manzil aur Talay may taiyyar karwatay hain aur phir dam kiya jata hain bakhoor detay hain.


Order karnay k Liye..

Whats App : (+91) 9106960521

Email : haziraat92@gmail.com


Monday, 30 December 2024

NAU MAULUD K NAM >NEW BORN'S NAME..!

 


Aaj kal bacho k nam fancy rakhnay ki ek fation chal rahi hain.aesay aesay nam rakhay jatay hain ki uska maana bahot galat hota hain.apnay bacho ka nam achay rakha karo aur hadis may aaya hain ki walidain par bacho ka ek haq ye bhi hain ki walidan uska nam acha rakhay.nam may bahot tasir rakhi gayi hain...

Aaen es baray me ek hadis bhi parh lijye taki aapko meray alfazo ki qadr o kimmat bhi ho jaen …sarkar e do aalam sallallahu alayhi w aalehi w sallam ne farmaya ki “Aadmi sab se pahla tohfa apnay bacchay ko nam ka deta hain esliye chahiye ki us ka nam achha rakhay…!”
Aur achay nam rakhnay ki kai ahadis e pak maujud hain.huzur tajdar e madina sallallahu alayhi w aalehi w sallam ka irshad hain ki qiyamat k din tum apnay aur apay aaba k namo se pukaray jaongay.lihaja apnay nam achay rakha karo..!
Nam ki Ahmiyat ka pata yahan se bhi lagaon ki huzur nabi e pak sallallahu alayhi w aalehi w sallam ne hamaray kachhay bacho ka nam rakhnay ka bhi hukm diya yani jo bacha paida honay se pahlay faut ho jaen ya jo hamal gir jaen uskay bhi nam rakha karo.aur jo musalman apnay kachay bacho k nam nahi rakhtay hain to wo uskay liye qiyamat me pakad ka sabb banaega esliye kachay bacho ka nam bhi rakha karo.ye hi Aaqa e do jahan sallallahu alayhi w aalehi w sallam ka hukm hain.
Ab bachay ka nam kab rakha jaen ye bhi parh lijye…
Afzal ye hain ki 7ve din bachay ka nam rakha jaen aur aqiqa kiya jaen.aqiqa karnay se pahlay bhi nam rakh saktay hain yani agar hasiyat nahi hain to sirf nam rakhlay aur bad me aqiqa kar saktay hain.hazrat e amr bin soyeb se riwayat hain ki huzur nabi e pak sallallahu alayhi w aalehi w sallam ne bachay ki paidaesh k 7ve din uska nam rakhnay ka hukm irshad farmaya hain.
Ab aksar hamaray mulk me ye riwaj hain ki bachay ka nam uski fufi vigera rakhti hain aur esi wajah se hi sab ulat palat nam ho rahay hain.agar walid sahib razi hain aur fufi dadi wigera nam rakhay koi harz nahi lekin nam acha hona chahiye shariyat k mutabiq islami nam ho,ab es hadis e pak ko parhay aur janay ki nam kaun rakhay..?
Nabi e kareem sallallahu alayhi w aalehi w sallam ne farmaya ki aulad ka walid par ye haq hain ki uska acha nam rakhay aur adab sikhaye.
Hazrat Allama Abdur rauf manavi rahmatullah alay es hadis k tahat farmatay hain ki nam insan ki shakhsiyat k liye jism ki tarha hota hain.aur uski shakhsiyat ki akkasi karta hain.nam ka asar shakhsiyat par aur shakhsiyat par nam ka asar zahir hota hain.


Allah taala ham sab ko taufiq ata karay aameen.
Insan k naam ka unki shakhsiyat par kya asar parhta hain wo to aap jan chukay hain.aur amaliyat k nazriye se yani ki ilm rohaniyat ki ru se bhi dekha jaen to insan ka nam uski achayi w burayi k liye dakhal rakhta hain.achay se murad wo nam rakhna hain jissay insan ka nam sunkar logon k dilo me zahan me unkay liye achay khyalat paida ho.aur ye jo qaeda hain wo ilmul aadad w najoom ka barha asardar tareeqa hain.
main apnay course members ko ye qawaed tafseel say sikhata hu jissay wo bacho k nam achay say rakh paen.
jo walidain apnay bacho k nam Amaliyat e Jafar ki roshni may rakhna chahtay hain uskay liye main yahan ek service shuru kar raha hun.
ilm jafar say bacha ka nam kaafi muafiqat say rakha jata hain jissay bacho ki zindagi aasan rahti hain.
agar nam may mukhalifat hoti hain to bacha walid ya walida say ya phir dono say badzan raha karta hain aur aapas may banti nahi hain.aur digar chizo may bhi bacho ko parayshaniyo ka samna karna parhta hain aap ek choti si raqam de kar ham say 4-5 nam bacho k hasil kar saktay hain jo ayn muafiq hoga aur khush kismati lanay walay hongay.
es servide k liye aapko bachay ki tarikh pedaesh,waqt pedaesh(optional) aur pedaesh ki jagah(optinal) yani Birth Date aur agar sath may birth time aur place of birth bhi day to mazid behtar aur walid aur walida ka nam batana hain. hadiya 786rs dena hoga.
aapko do say teen din may muafiq asma jo kam say kam 4-5 hongay wo mil jaega.jiskay rakhnay say aapkay bacho ka jismani rohani aamaali jismani development hoga.insha Allah.
NOTE : 
eskay sath bacho k aadad qamri aur english abjd aur ham aadad ism e aazam bhi bataya jaega. 
to know more contact :
whats App (+91) 9106960521
Email : haziraat92@gmail.com 
 

Wednesday, 18 December 2024

TAHAFFUZ W TASKHEER W MAAL O DAULAT HAJAT KI TILISMI ANGOOTHI K SATH EK EK Lucky TILISMI PYRITE MONEY STONE FREE DIYA JAEGA..!

 TILISMI ANGOOTHI NEW DESIGN MAY MAUJOOD HAIN..!



 



tilismi angoothi say roz kai log apnay masael hal kar rahay hain.es daur may hasad jadu ya nazar e bad say hadsaat say dochar ho rahay hain.jiski wajah say log ko nuqsan ho raha hain.es angoothi k bad aapko nuqsan hona ruk jaega aur insha Allah faeda hasil hoga.barso say nahosat nay jakda hain to insha Allah wo bhi dur ho jaegi aur aapko zindagi may khushiya hasil hogi.

Ye Daur Dunaya ka hain yani maal o daulat ka hain.har koi esi ko lay kar parayshan nazar aata hain.insan ki khushi gami bhi esi may bas gayi hain.aur muashray may izzat say zinay k liye bhi bahot zaroorat hain.esi k sabb izzat o zillat ka shikar log ho rahay hain.aur esi daud may log sath rahnay k liye qarz aur kai aesay tareeqay apna kar apni zindagi kharab kar rahay hain.

 Allah par bharosa rakhay aur thodi thodi hi sahih lekin ek mazboot aut tiknay wali khushiyo ko banatay jaen to ekdin aap apni aur apnay ahl o ayyal ki khusiya hasil kar paengay jo ki daemi hogi.

hamnay apnay murshid e pak aur  apni rohaniyat ki madad say aap sab k liye jo ek angoothi taiyyar kar rakhi hain aur alhamdulillah wo apna asar bhi zahir kar rahi hain kisi ko fauri to kisi ko kuch der say lekin kabhi koi mayoos nahi ho raha hain alhamdulillah...!

kai saaray tajorbat bhi main esmay pesh kartay aaya hun.aapko bhi chahiye ki apni mahnat ko 10guna karnay aur apni koshisho ka phal hasil karnay may gaibi madad shamil karnay k liye khud par khud k liye aur apni family walo k liye kam say kam khud k liye ye angoothi zaroor taiyyar karwaye.jissay aapka aur aapki family ka bhala honay may gaibi madad shamil rahegi insha Allah.

ANGOOTHI KA TAJORBA 

ye jo angoothi hain wo apnay nam m,walida k aadad k sath jafri tareeqay say khas tilism khas saat may taiyyar ki jati hain yani har ek k liye ye angoothi [customise] khas taiyyar ki jati hain.

ANGOOTHI KA TAJORBA 2 

jaisay ki amil kamil ka tajorba raha hain ki insan k hath may muafiq nagina rahna hi chahiye essay usko kai deeni dunyavi jismani rohani fawaed hasil hotay hain.to es bat ko madd e nazr rakhtay huvay ham aapkay maqsad aur aapkay nam say muafiqat nagina bhi sath may lagatay hain aur kuch tilism bhi daltay hain.jo aapkay maqsad ko hasil karnay may aapki madad farmatay hain.

MONEY STONE KA TAJORBA 

aur jo nagina hota hain usko khas tareeqay say dam kiya jata hain jo ki main apnay course members ko bhi sikhata hun.kiyu k bagair dam kiye huvay nagina pahannay say wo koi faeda nahi dega.esko khas tadad may dam karna zaroori hota hain.tabhi wo apna asar zahir karta hain.aur ye silver [chandi] dhat may taiyar ki jati hain kiyu k essay es tilismi angoothi ka asar kai guna barh jata hain.

ANGOOTHI TARJOBA 3 

eskay sath jab aapko angoothi milthi hain uskay bad aapko ek tareeqa bataya jata hain ki kis din kis waqt may kis tarha esko parhna hain? aur sadqa aur eski quwwat barhti rahay eskay liye kya kiya jana chahiye ye bhi aapko bataya jata hain.

bahot hi choti amount may ham ye taiyyar kar kay day rahay hain.na nuqsan na ziada munafa es bat ko nazar rakh kar taiyyar kar rahay hain.lekin abhi silver menghi ho rahi hain,sunar ki majduri barhi gayi hain.naginay ki price aur courier charge bhi barh chukay hain to aaenda dino may ye hadiya[cost] barhanay ka soch rahay hain.lekin jitna mumkin hoga kam hi rakha jaen.taki har koi ba aasani say hasil kar paen.

aur ek khas bat ki ham sath may koi na koi offer bhi chala rahtay hain.jaisay money stone free dena ya crystal pendant free dena etc.

to es bar aaj say yani ki 19/12/2024 say lay kar 31/12/2024 tak ham say jo bhi koi angoothi ka order karaega usko sath may ek TILISMI PYRITE money stone free diya jaenga.crystal PYRITE money stone k bhi bahot fawaed hain jo aap esi blog say maloom kar saktay hain.to ye bhi aapko dam shuda aur estemal aur rakhnnay k tareeqay k sath diya jaega.

MONEY STONE

ummid hain kismat ka rona ronay ki bajaye aap apnay maali masael ya shadi aulad ya qarz muqdmat taraqqi promotion k maqsad ko hasil karnay k liye ye angoothi zaroor hasil karaengay.

hasil karnay k liye aap Email ya Whats App kar saktay hain..

Email : haziraat92@gmail.com

Whats App [+91] 9106960521

 

CRYSTALS KA CHARGER ,SELENITE PLATE

 Aap sab ham say crystals kharidtay hain jaisay bracelet,pendant,angoothi money stone,tree ye jab ham aapko send kartay hain tab usko khas t...